Celebrating Faiz

Celebrating Faiz

A legendary poet like Faiz Ahmed Faiz (1911-1984) needs no introduction. In Pakistan, where one authoritarian government has made way for another since 1947, Faiz’s person and work is largely known as a symbol of resistance. In his poetry, he represented the people’s longing for freedom and democracy and became a source of inspiration for those seeking to build a just society.

Faiz began his career as a lecturer in English at Amritsar, but switched to journalism after the Second World War. He went on to become the editor of The Pakistan Times. In 1951, he was charged with complicity in the Rawalpindi conspiracy case and imprisoned. It was his four-year term in prison that gave him first-hand experience of the harsh realities of life and provided him with much-needed solitude to translate his thoughts into poetry.

As a poet, Faiz began writing on the conventional themes of love and beauty, but soon these thoughts were submerged in the larger social and political issues of the day. An admirer of Karl Marx, Faiz was also honoured by Soviet Russia with the prestigious ‘Lenin Award for Peace.’

Over the years, Faiz’s poetry has provided hope during the dark days of martial law, even as recently as November 3, 2007, when former president General Pervez Musharraf declared a state of emergency.

Twenty-five years ago, when Faiz passed away at the age of 73, Dawn described him as the ‘greatest Urdu poet of his time,’ who became a living legend for ‘his intrepid struggle against what he himself once described as “the dark and dastardly superstitions of centuries untold”.’

faiz_is_dead

Today, to mark Faiz’s death anniversary, Dawn.com invites its readers to share their favourite lines by the masterful poet and help keep the power of his poetry alive.


The views expressed in the following reader comments do not necessarily reflect the views and policies of the Dawn Media Group.

 

Comments Guide:
Dawn.com encourages its readers to share their views on our forums. We try to accommodate all users' comments but this is not always possible due to space and other constraints. Please our read our comments guidelines below for more information:

1. Please be aware that the views of our bloggers and commenters do not necessarily reflect Dawn.com's policies.

2. Though comments appear to have been published immediately after posting, they are actually forwarded to a moderation queue before publication.

3. Dawn reserves the right to remove or edit comments that are posted on this blog.

4. Language that is offensive to any race, religion, ethnicity, gender or nationality is not permitted.

5. Avoid posting comments in ALL CAPS. Commenters are also encouraged to avoid text contractions like 'u r.'

6. Do not cross-post comments across multiple blog entries.

7. Any comments posted to a blog entry should be relevant to the topic or discussion.

8. Do not spam the comment section.

192 Responses to “Celebrating Faiz”

  1. Mirza Riaz Baig says:

    THAK KAR YUNHI DUM BHAR KO ZARA AANKH LAGI THI
    SO KAR NA UTHEN GAY YEH IRADA TO NAHIN THA

    FAIZ

  2. Majid Kayani says:

    Har aik roo-e-haseen ho chalaa hay baish haseen…
    Milay kucch aisay, judaa yoon huay keh Faiz ab kay,
    Jo dil peh naqsh banaa hay, woh gul hay, daagh nahi! :)

  3. Agha Hussain says:

    Ye dagh dagh ujala ye shab gazeeda sahar
    Ye intizaar tha jis ka ye wo sahar tu nahin

  4. Mujh se pehli si muhabbat mere mehboob na mang
    main ne samjha tha ke tu hai to darakhan hai hayat
    Tera gham hai to ghame dehr ka jhagra kia hai
    Teri soorat se hai aalam mein baharon ko sabat
    Teri aankhon ke siwa dunya mein rakkha kia hai
    Tu jo mil jaae to taqdeer nigoon ho jaae
    yoon na tha mein ne faqat chaha tha yoon ho jaae
    Mujh se pehli si muhabbat mere mehboob na mang

  5. This beautiful ghazal by Faiz was presented by Mehdi Hasan a few decades ago:

    Gulon mein rang bharey baade nau bahar chaley Chaley bhi aao ke gulshan ka karobar chaley Qafas udas hai yaaro saba se kuch to kaho Kahin to behre khuda aaj zikre yaar chaley Jo ham pe guzri so guzri magar shabe hijran Hamare ashk teri aaqbat sanwar chaley Maqam faiz koi rah mein jacha hi nahin Jo kooey yaar se nikley to sooey daar chaley.

  6. Rashid Aurakzai says:

    The whole Peom of

    Nisar main teri Galiyon k a watan k Jahan,
    Chalee hai rasam k koi na sir utha k chalay,
    …………………………………….

    Yun hi hamesha uljhti rahi hai zulm se khalq
    Na unki rasum nayee hai, na apni reet nayee,

    Yun hi hamesha kehlayay humnay aag men phool
    No uki haar nayee hai na apni jeet nayee..

  7. ercelan says:

    rendered most beautifully by Abida Perveen

    shaam-e-firaaq ab na puuchh aaii aur aake Tal gaii
    dil thaa ke phir bahal gayaa, jaa.N thii ke phir sambhal gaii

    bazm-e-Khayaal me.n tere husn kii shamaa jal gaii
    dard kaa chaa.Nd bujh gayaa, hijr kii raat Dhal gaii

    jab tujhe yaad kar liyaa, subha mahak mahak uThii
    jab teraa Gam jagaa liyaa, raat machal machal gaii

    dil se to har muaamalaa karake chale the saaf ham
    kahane me.n unake saamane baat badal badal gaii

    aaKhir-e-shab ke hamasafar ‘Faiz’ na jaane kyaa hue
    rah gaii kis jagah sabaa, subha kidhar nikal gaii
    Jinaah Hospital, Karachi
    July 1953

  8. atif says:

    dil ki baysood tarap, jism ki mayus pukar
    chund roz aur meri jaan, faqat chund hee roz

  9. Shakir says:

    Mana kay yeh mushkil gari sakht kari hai,
    magar aaye meray dil yeh tou faqat aik kari hai,
    Himat karo, jeenay ko aik umar pari hai.

  10. haroon says:

    FAIZ NA HUM YUSUF KE KOI YAQOOB KE HUM KO YAAD KARE

    APNA KIA KINAAN MAIN RAHAIN YA MISAR MAIN JA ABAD HOAY

  11. Ahmed Omair says:

    bahar aai
    to jaisay yak baar loat ain han phir adam say woh khwab saray shbab saray
    jo taray honto pay mer mita thay
    jo mit kay her bar phir jiyaya thay
    nikhar gay han
    gulab saray
    jo tere yadon ki muskh boai hay
    jo teray ushaq ka laho han
    bahar ai
    ubal paray han azab saray
    malali ahbay dostan bhi
    khmaray aghoshay may fashan bhi
    ghubara khatir kay bab saray
    teray mere tumharay swal saray jawab saray
    bahar ai
    to khul gay han nay siray say hisab say saray sawal saray
    jawab saray

  12. NASAH says:

    Chaman pe ghaarut-e gulcheeN se Jaanay keya guzri

    Qafas se ho kay saba bar bar guzree hai.

  13. NASAH says:

    Immortal quartet from Faiz:

    Matai loh-o qalam chhin gayee tou keya ghum hai

    kay khoon-e dil maiN dubo leaN haiN angulianaN maiN nay

    LaboN pe muhr lagee hai tou keya kay rukh dee hai

    hur aik hulqai zanjeer maiN zubaN maiN nay

    O Pakistan how could they had jailed a bard like Faiz who penned such heart wrenching anguished four lines.

  14. R. S. Lodhi says:

    ham ke thahare ajanabii itane madaaraaton ke baad
    phir banenge aashnaa kitanii mulaaqaaton ke baad
    un se jo kahane gaye the “Faiz” jaan sadaqaa kiye
    anakahii hii rah gaii vo bat sab baaton ke baad

  15. zahid khan says:

    my personal favourite

    nisar mein teri galyon ke aye watan ke jahan
    chali hey rasm ke koi na sar utha ke chale
    jo koi chahne wala tawaaf ko nikle
    nazar chura ke chale jism o jan bacha ke chale
    hai ahl e dil ke liye ab yeh nazm e basto kushad
    ke sang o khisht muqayyad hai aur sag azad

  16. Shoaib Mulla says:

    Dil mein rahey to ruswa ho, lab pe aaey to raaz ho jaey
    Yunhi besood kat rahi hai zeest, kash afsha-e-raaz ho jaey

  17. Talat Malik Toronto, Canada says:

    Beautiful lines of Faiz:

    Yoon iss dil main teri bhholi hoi yaad aai

    Jaysay veeranay main Chupkay say bahar aa ja ae

    Jaysay sehraaon main haulay say chalay baad-e-naseem

    Jaysay beemar ko bay wajhee qaraar aa jaae

  18. may ALLAH bless on his soul.

    bahaar aa_ii to jaise ek baar
    lauT aaye hai.n phir adam se
    vo Khvaab saare, shabaab saare
    jo tere ho.nTho.n pe mar miTe the
    jo miT ke har baar phir jiiye the
    nikhar gaye hai.n gulaab saare
    jo terii yaado.n se mushk_buu hai.n
    jo tere ushshaaq kaa lahuu hai.n

    ubal pa.De hai.n azaab saare
    malaal-e-ahavaal-e-dostaa.N bhii
    Khumaar-e-aaGosh-e-mahavashaa.N bhii
    Gubaar-e-Khaatir ke baab saare
    tere hamaare
    savaal saare, javaab saare
    bahaar aa_ii to khul gaye hai.n
    naye sire se hisaab saare

  19. Original Urdu

    Raat yunh dil mein teri khoee hui yaad aayee
    Jaise veeraaney mein chupkey sey bahaar aa jaye
    Jaisey sehra on mein howley se chaley baadey naseem
    Jaisey beemaar ko bey wajhey Qaraar aa jaaye

    English Translation

    Last night, your lost memories crept into my heart
    as spring arrives secretly into a barren garden
    as a cool morning breeze blows slowly in a desert
    as a sick person feels well, for no reason.

    From OldPoetry.com

  20. Umer says:

    anginat sadion ke tareek bahimaana talism
    resham o atlas o kamkhwab mein bunwai huay

    ja bajaa bikte huay koocha -o-bazaar mein jism
    khaak mei lithre huay khoon mei nehlai huay
    …..
    laut jaati hai udher ko bhi nazar kia kijeay
    ab bhi dilkash hai tera husn magar kia kijeay

    aur bhi dukh hain zamane mein muhabbat ke siwa
    rahatein aur bhi hain vasl ki rahat ke siwa

  21. basharat says:

    Faiz Ahmad Faiz was like his poetry a very beautiful personality. Physically he is no more in this world but will remain alive in memory of millions for a very long time. A nice and innocent as he was, remained for years in prison only because he portraited human griefs in his poetry. How unlucky the world is, Faiz has gone no one like him has come. The world becomes poorer without such noble souls.

  22. Ijlal Khattak says:

    apni takmeel kar raha hoon mein
    warna tujh se to mujh ko pyar nahin
    ***********

  23. Zia Obaid says:

    Hum khasta tanoo sai muhtasiboo kia maal manal ka pochtai ho

    Jo umer sai hum nai bhar paya woh samnai lai rakhtai hain

    Daman mai hai musht khak jigar, sagar main hai khonai hasratai gham

    lo hum nai daman jhar dia lo jaam ultai daitai hain

  24. faraz ahmad says:

    A poet of poets. Who romanced with different aspects of life.

  25. Anam says:

    Tar-e-Damani Pe Sheikh Humarhi Na Jayio
    Daman Nachord De, Tu Farishte Fazo Kare

    Mr Faiz Ahmed Faiz, you are no doubt the greatest poet ever to live. You have inspired us, made us think about what we can do and should do. Rest in Peace Sir.

Dawn.com on Facebook


dawn.com on Facebook

Advertisement